Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne Lyrics in Hindi & English – रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने लिरिक्स
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne Lyrics in Hindi
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने,
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने,
वही ये सृष्टि चला रहे है,
जो पेड़ हमने लगाया पहले,
उसी का फल हम अब पा रहे है,
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने,
वही ये सृष्टि चला रहे है ।
इसी धरा से शरीर पाए,
इसी धरा में फिर सब समाए,
है सत्य नियम यही धरा का,
है सत्य नियम यही धरा का,
एक आ रहे है एक जा रहे है,
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने,
वही ये सृष्टि चला रहे है ।
जिन्होने भेजा जगत में जाना,
तय कर दिया लौट के फिर से आना,
जो भेजने वाले है यहाँ पे,
जो भेजने वाले है यहाँ पे,
वही तो वापस बुला रहे है,
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने,
वही ये सृष्टि चला रहे है ।
बैठे है जो धान की बालियो में,
समाए मेहंदी की लालियो में,
हर डाल हर पत्ते में समाकर,
हर डाल हर पत्ते में समाकर,
गुल रंग बिरंगे खिला रहे है,
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने,
वही ये सृष्टि चला रहे है ।
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने,
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने,
वही ये सृष्टि चला रहे है,
जो पेड़ हमने लगाया पहले,
उसी का फल हम अब पा रहे है,
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने,
वही ये सृष्टि चला रहे है ।
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne Lyrics in English
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne,
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne,
vahi yeh srishti chala rahe hai,
jo ped humne lagaya pahle,
usi ka fal hum ab paa rahe hai,
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne,
vahi yeh srishti chala rahe hai.
isi dhara se shareer paye,
isi dhara mein phir sab samae,
hai satya niyam yahi dhara ka,
hai satya niyam yahi dhara ka,
ek aa rahe hai ek ja rahe hai,
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne,
vahi yeh srishti chala rahe hai.
jinhone bheja jagat mein jana,
tay kar diya laut ke phir se aana,
jo bhejne wale hai yahan pe,
jo bhejne wale hai yahan pe,
vahi to wapas bula rahe hai,
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne,
vahi yeh srishti chala rahe hai.
baithe hai jo dhaan ki baliyo men,
samae mehandi ki laliyo men,
har daal har patte mein samakar,
har daal har patte mein samakar,
gul rang birange khila rahe hai,
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne,
vahi yeh srishti chala rahe hai.
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne,
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne,
vahi yeh srishti chala rahe hai,
jo ped humne lagaya pahle,
usi ka fal hum ab paa rahe hai,
Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne,
vahi yeh srishti chala rahe hai.



