Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi Lyrics in Hindi & English – तुझे देख के दिल भरता ही नहीं लिरिक्स
Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi Lyrics in Hindi
तुझे देख के दिल भरता ही नहीं,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया,
पिया छोड़ गए दिल तोड़ गए,
अब बनके फिरूं मैं बावरिया ।
तुझे देख के दिल भरता ही नहीं,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया ।
तिरछी चितवन बांकी है अदा,
तेरे नैन कटीले कजरारे,
अब तेरे बिना जी लगता नहीं,
अब तेरे बिना जी लगता नहीं,
अब काहे सताए सांवरिया ।
तुझे देख के दिल भरता ही नहीं,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया ।
तेरी मुरली की मीठी तानों पर,
दिल मेरा कन्हैया खोने लगा,
अब आके सुना दो बांसुरिया,
अब आके सुना दो बांसुरिया,
अब मिल भी जाओ सांवरिया ।
तुझे देख के दिल भरता ही नहीं,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया ।
सावन की मस्त बहारों में,
दिल रो रो कर मेरा तड़प गया,
मेरे नैना ऐसे बरस रहे,
मेरे नैना ऐसे बरस रहे,
जैसे सावन की हो बादरिया ।
तुझे देख के दिल भरता ही नहीं,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया ।
तुझे देख के दिल भरता ही नहीं,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया,
पिया छोड़ गए दिल तोड़ गए,
अब बनके फिरूं मैं बावरिया ।
तुझे देख के दिल भरता ही नहीं,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया,
अब जाऊं कहां मैं सांवरिया ।
- Mujhe Das Banakar Rakh Lena Lyrics – मुझे दास बनाकर रख लेना लिरिक्स
- Khatu Wale Shyam Bihari Lyrics – खाटू वाले श्याम बिहारी कलिकाल में तेरी महिमा है न्यारी लिरिक्स
Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi Lyrics in English
Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi,
ab jaun kahan main sawariya,
ab jaun kahan main sawariya,
piya chhod gaye dil tod gaye,
ab banke firun main bawariya.
Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi,
ab jaun kahan main sawariya,
ab jaun kahan main sawariya.
tirchhi chitvan banki hai ada,
tere nain katile kajrare,
ab tere bina ji lagta nahin,
ab tere bina ji lagta nahin,
ab kahe sataye sawariya.
Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi,
ab jaun kahan main sawariya,
ab jaun kahan main sawariya.
teri murli ki meethi tanon par,
dil mera kanhaiya khone laga,
ab ake suna do bansuriya,
ab ake suna do bansuriya,
ab mil bhi jao sawariya.
Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi,
ab jaun kahan main sawariya,
ab jaun kahan main sawariya.
savan ki mast baharon men,
dil ro ro kar mera tadap gaya,
mere naina aise baras rahe,
mere naina aise baras rahe,
jaise sawan ki ho badariya.
Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi,
ab jaun kahan main sawariya,
ab jaun kahan main sawariya.
Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi,
ab jaun kahan main sawariya,
ab jaun kahan main sawariya,
piya chhod gaye dil tod gaye,
ab banke firun main bawariya.
Tujhe Dekh Ke Dil Bharta Hi Nahi,
ab jaun kahan main sawariya,
ab jaun kahan main sawariya.



