Nand Ji Ke Angana Mein Baj Rahi Aaj Badhai Lyrics in Hindi & English – नंद जी के अंगना में बज रही आज बधाई लिरिक्स
Nand Ji Ke Angana Mein Baj Rahi Aaj Badhai Lyrics in Hindi
नंद जी के अंगना में
बज रही आज बधाई,
यशोदा के आंगण में,
बज रही आज बधाई ।
चमत्कार सा हुआ है लोगो,
हो गाई बात निराली,
और रात रात मे नंद बाबा की,
दाढी हो गई काली ।
नंद जी के अंगना में
बज रही आज बधाई,
यशोदा के आंगण में,
बज रही आज बधाई ।
ना जाने किस ऋषी मुनी ने,
धागा आन लपेटा,
नंद भवन अनहोनी हो गई,
बेटी हो गया बेटा ।
नंद जी के अंगना में
बज रही आज बधाई,
यशोदा के आंगण में,
बज रही आज बधाई ।
साठ साल के बुढें देखो,
हो गये आज जवान,
नाचे कुदे धूम मचाये,
गाये मिठी तान ।
नंद जी के अंगना में
बज रही आज बधाई,
यशोदा के आंगण में,
बज रही आज बधाई ।
मात यशोदा सब गोपीन को,
नये नये वस्त्र लुटावे,
गोप ग्वाल सब हिलमिल करके,
वाको नाच नचावे ।
नंद जी के अंगना में
बज रही आज बधाई,
यशोदा के आंगण में,
बज रही आज बधाई ।
जुग जुग जीवे लाल तुम्हारो,
यह आशिष हमारी,
ऐसे देहि सब ही मिल,
कामे ब्रज बनवारी ।
नंद जी के अंगना में
बज रही आज बधाई,
यशोदा के आंगण में,
बज रही आज बधाई ।
Nand Ji Ke Angana Mein Baj Rahi Aaj Badhai Lyrics in English
Nand Ji Ke Angana Mein
Baj Rahi Aaj Badhai,
yashoda ke aangan mein,
baj rahi aaj badhai.
chamatkar sa hua hai logo,
ho gai baat nirali,
aur raat raat me nand baba ki,
dadhi ho gai kali.
Nand Ji Ke Angana Mein
Baj Rahi Aaj Badhai,
yashoda ke aangan mein,
baj rahi aaj badhai.
na jaane kis rishi muni ne,
dhaga aan lapeta,
nand bhavan anhoni ho gai,
beti ho gaya beta.
Nand Ji Ke Angana Mein
Baj Rahi Aaj Badhai,
yashoda ke aangan mein,
baj rahi aaj badhai.
saath saal ke budhen dekho,
ho gaye aaj jawan,
nache kude dhoom machaye,
gaye mithi taan.
Nand Ji Ke Angana Mein
Baj Rahi Aaj Badhai,
yashoda ke aangan mein,
baj rahi aaj badhai.
mat yashoda sab gopin ko,
naye naye vastra lutave,
gop gwal sab hilmil karke,
vako naach nachaave.
Nand Ji Ke Angana Mein
Baj Rahi Aaj Badhai,
yashoda ke aangan mein,
baj rahi aaj badhai.
jug jug jeeway lal tumharo,
yah ashish hamari,
aise dehi sab hi mil,
kame braj banwari.
Nand Ji Ke Angana Mein
Baj Rahi Aaj Badhai,
yashoda ke aangan mein,
baj rahi aaj badhai.



