Home Ganesh Bhajan Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe Lyrics – मेरे मन मंदिर...

Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe Lyrics – मेरे मन मंदिर में तुम भगवान रहे लिरिक्स

Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe Lyrics in Hindi & English – मेरे मन मंदिर में तुम भगवान रहे लिरिक्स

Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe Lyrics in Hindi

मेरे मन मंदिर में तुम भगवान रहे,
मेरे दुःख से तुम कैसे अनजान रहे,
मेरे घर में कितने दिन मेहमान रहे,
मेरे दुःख से तुम कैसे अनजान रहे,
गणपती बप्पा मोरया,
अगले बरस तू जल्दी आ ।

कितनी उम्मीदे बंध जाती है,
तुमसे तुम जब आते हो,
अब के बरस देखे क्या दे जाते हो,
क्या ले जाते हो ।

गणपती बप्पा मोरया,
अगले बरस तू जल्दी आ ।
अपने सब भक्तो का तुमको ध्यान रहे,
मेरे दुःख से तुम कैसे अनजान रहे ।

आना जाना जीवन है,
जो आया कैसे जाए ना,
खिलने से पहले ही लेकिन,
फूल कोई मुरझाये ना ।

गणपती बप्पा मोरया,
अगले बरस तू जल्दी आ ।
न्याय अन्याय की कुछ पहचान रहे,
मेरे दुःख से तुम कैसे अनजान रहे ।

असुवन का कतरा कतरा,
सागर से भी है गहरा,
इसमे डूब ना जाऊं मै,
तुम्हारी जय जय गाऊं में ।

वरना अब जब आओगे,
तुम मुझको ना पाओगे,
तुम को कितना दुःख होगा,
गणपती बाप्पा मोरया ।
अपनी जान के बदले अपनी,
जान मै अर्पण करता हूँ,
आखरी दर्शन करता हूँ,
अब मै विसर्जन करता हुं ।

गणपती बप्पा मोरया,
अगले बरस तू जल्दी आ ।
मेरे मन मंदिर में तुम भगवान रहे,
मेरे दुःख से तुम कैसे अनजान रहे ।

Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe Lyrics in English

Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe,
mere dukh se tum kaise anjaan rahe,
mere ghar mein kitne din mehman rahe,
mere dukh se tum kaise anjaan rahe,
ganpati bappa morya,
agle baras tu jaldi aa.

kitni ummide bandh jaati hai,
tumse tum jab aate ho,
ab ke baras dekhe kya de jaate ho,
kya le jaate ho.

ganpati bappa morya,
agle baras tu jaldi aa.
apne sab bhakto ka tumko dhyan rahe,
mere dukh se tum kaise anjaan rahe.

aana jana jeevan hai,
jo aaya kaise jaye na,
khilne se pehle hi lakin,
ful koi murjhaaye na.

ganpati bappa morya,
agle baras tu jaldi aa.
nyay anyay ki kuch pehchan rahe,
mere dukh se tum kaise anjaan rahe.

asuvan ka katra katra,
sagar se bhi hai gahra,
isme doob na jaaun mai,
tumhari jai jai gaun mein.

varna ab jab aaoge,
tum mujhko na paoge,
tum ko kitna dukh hoga,
ganpati bappa morya.
apni jaan ke badle apni,
jan mai arpan karta hun,
aakhri darshan karta hun,
ab mai visarjan karta hun.

ganpati bappa morya,
agle baras tu jaldi aa.
Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe,
mere dukh se tum kaise anjaan rahe.

मेरे मन मंदिर में तुम भगवान रहे

Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe Lyrics
Previous articleWo To Lal Langote Wala Hai Lyrics – वो तो लाल लंगोटे वाला है लिरिक्स
Next articleMurli Bajane Wale Lyrics – मुरली बजाने वाले गिरिवर उठाने वाले लिरिक्स

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here