Home Krishna Bhajan Holi Khel Rahe Banke Bihari Lyrics – होली खेल रहे बांके बिहारी...

Holi Khel Rahe Banke Bihari Lyrics – होली खेल रहे बांके बिहारी आज रंग बरस रहा गीत

Holi Khel Rahe Banke Bihari Lyrics in Hindi & English – होली खेल रहे बांके बिहारी आज रंग बरस रहा गीत

Holi Khel Rahe Banke Bihari Lyrics in Hindi

होली खेल रहे बांके बिहारी
आज रंग बरस रहा,
और झूम रही दुनिया सारी,
आज रंग बरस रहा ।

अबीर गुलाल के बादल छा रहे है,
होरी है होरी है छोर मचा रहे,
झोली भर के गुलाल कि मारी,
आज रंग बरस रहा ।

देख देख सखियन के मन हर्षा रहे,
मेरे बांके बिहारी आज प्रेम बरसा रहे,
उनके संग में हैं राधा प्यारी,
आज रंग बरस रहा ।

आज नंदलाला ने धूम मचाई है,
प्रेम भरी होली कि झलक दिखायी है,
रंग भर भर के मारी पिचकारी,
आज रंग बरस रहा ।

अबीर गुलाल और ठसो का रंग है,
वृंदावन बरसानो झूम रह्यो संग है,
मैं बार बार जाऊं बलिहारी ।

होली खेल रहे बांके बिहारी
आज रंग बरस रहा,
और झूम रही दुनिया सारी,
आज रंग बरस रहा ।

Holi Khel Rahe Banke Bihari Lyrics in English

Holi Khel Rahe Banke Bihari
aaj rang baras raha,
aur jhoom rahi duniya sari,
aaj rang baras raha.

abir gulal ke badal chha rahe hai,
hori hai hori hai chhor macha rahe,
jholi bhar ke gulal ki mari,
aaj rang baras raha.

dekh dekh sakhiyan ke man harsha rahe,
mere banke bihari aaj prem barsa rahe,
unke sang mein hain radha pyari,
aaj rang baras raha.

aaj nandlala ne dhoom machai hai,
prem bhari holi ki jhalak dikhayi hai,
rang bhar bhar ke maari pichkari,
aaj rang baras raha.

abir gulal aur thaso ka rang hai,
vrundavan barsano jhoom rahyo sang hai,
main baar baar jaaun balihari.

Holi Khel Rahe Banke Bihari
aaj rang baras raha,
aur jhoom rahi duniya sari,
aaj rang baras raha.

होली खेल रहे बांके बिहारी आज रंग बरस रहा गीत

Holi Khel Rahe Banke Bihari Lyrics
Previous articleRasiya Ko Naar Banao Ri Lyrics – रसिया को नार बनाओ री रसिया को गीत
Next articleShyam Baba Tere Paas Aaya Hu Lyrics – श्याम बाबा श्याम बाबा तेरे पास आया हूँ भजन

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here