Brij Ke Nandlala Radha Ji Ke Sawariya Lyrics in Hindi & English – बृज के नंदलाला राधा जी के सांवरिया लिरिक्स
Brij Ke Nandlala Radha Ji Ke Sawariya Lyrics in Hindi
बृज के नंदलाला राधा जी के सांवरिया,
सभी दुःख दूर हुए, जब तेरा नाम लिया ।
मीरा पुकारी जब गिरिधर गोपाला,
ढल गया अमृत में विष का भरा प्याला ।
कौन मिटाए उसे, जिसे तू राखे पिया,
सभी दुःख दूर हुए, जब तेरा नाम लिया ।
बृज के नंदलाला
राधा जी के सांवरिया…
जब तेरी गोकुल पे आया दुख भारी,
एक इशारे से सब विपदा टारी ।
मुड़ गया गोवर्धन तुने जहाँ मोड़ दिया,
सभी दुःख दूर हुए, जब तेरा नाम लिया ।
बृज के नंदलाला
राधा जी के सांवरिया…
नैनो में श्याम बसे, मन में बनवारी,
सुध बिसराएगी मुरली की धुन प्यारी ।
मन के मधुबन में रास रचाए रसिया,
सभी दुःख दूर हुए, जब तेरा नाम लिया ।
बृज के नंदलाला राधा जी के सांवरिया,
सभी दुःख दूर हुए, जब तेरा नाम लिया ।
Brij Ke Nandlala Radha Ji Ke Sawariya Lyrics in English
Brij Ke Nandlala Radha Ji Ke Sawariya,
sabhi dukh dur huye, jab tera naam liya.
mira pukari jab giridhar gopala,
dhal gaya amrit mein vish ka bhara pyala.
kaun mitae use, jise tu rakhe piya,
sabhi dukh dur huye, jab tera naam liya.
Brij Ke Nandlala
Radha Ji Ke Sawariya…
jab teri gokul pe aaya dukh bhari,
ek ishaare se sab vipda tari.
mud gaya govardhan tune jahan mod diya,
sabhi dukh dur huye, jab tera naam liya.
Brij Ke Nandlala
Radha Ji Ke Sawariya…
nano mein shyam base, man mein banwari,
sudh bisraegi murli ki dhun pyari.
man ke madhuban mein raas rachae rasiya,
sabhi dukh dur huye, jab tera naam liya.
Brij Ke Nandlala Radha Ji Ke Sawariya,
sabhi dukh dur huye, jab tera naam liya.



