Home Shiv Bhajan Bholenath Se Nirala Koi Aur Nahin Lyrics – भोलेनाथ से निराला कोई...

Bholenath Se Nirala Koi Aur Nahin Lyrics – भोलेनाथ से निराला कोई और नहीं लिरिक्स

Bholenath Se Nirala Koi Aur Nahin Lyrics in Hindi & English – भोलेनाथ से निराला कोई और नहीं लिरिक्स

Bholenath Se Nirala Koi Aur Nahin Lyrics in Hindi

भोलेनाथ से निराला कोई और नहीं,
गौरीनाथ से निराला कोई और नहीं,
ऐसा बिगड़ी बनाने वाला कोई और नहीं ।

उनका डमरू डम डम बोले,
अगम निगम के भेद खोले,
ऐसा भक्तो का रखवाला कोई और नहीं,
भोलेनाथ से निराला कोई और नहीं ।

काया जब जब करवट बदले,
पाप चमकते अगले पिछले,
ऐसा जोत जगाने वाला कोई और नहीं,
भोलेनाथ से निराला कोई और नहीं ।

तुमने जग का कष्ट मिटाया,
मुझको स्वामी क्यों बिसराया,
अब तो मुझे बचाने वाला कोई और नहीं,
भोलेनाथ से निराला कोई और नहीं ।

भोले नाथ से निराला कोई और नहीं,
गौरीनाथ से निराला कोई और नहीं,
ऐसा बिगड़ी बनाने वाला कोई और नहीं ।

Bholenath Se Nirala Koi Aur Nahin Lyrics in English

Bholenath Se Nirala Koi Aur Nahin,
gaurinath se nirala koi aur nahin,
aisa bigdi banane wala koi aur nahin.

unka damru dum dum bole,
agam nigam ke bhed khole,
aisa bhakto ka rakhwala koi aur nahin,
bholenath se nirala koi aur nahin.

kaya jab jab karvat badle,
pap chamakte agle pichle,
aisa jot jagane wala koi aur nahin,
bholenath se nirala koi aur nahin.

tumne jag ka kasht mitaya,
mujhako swami kyon bisraya,
ab to mujhe bachane wala koi aur nahin,
bholenath se nirala koi aur nahin.

Bholenath Se Nirala Koi Aur Nahin,
gaurinath se nirala koi aur nahin,
aisa bigdi banane wala koi aur nahin.

भोलेनाथ से निराला कोई और नहीं

Bholenath Se Nirala Koi Aur Nahin Lyrics
Previous articleHari Om Mein Om Samaya Hai Lyrics – हरि ओम में ओम समाया है लिरिक्स
Next articleRam Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani Lyrics – राम भक्त ले चला रे राम की निशानी लिरिक्स

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here