Home Ram Bhajan Jara Der Thahro Ram Tamanna Yahi Hai Lyrics – जरा देर ठहरो...

Jara Der Thahro Ram Tamanna Yahi Hai Lyrics – जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है भजन

Jara Der Thahro Ram Tamanna Yahi Hai Lyrics in Hindi & English – जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है भजन

Jara Der Thahro Ram Tamanna Yahi Hai Lyrics in Hindi

जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है,
अभी हमने जी भर के
देखा नहीं है ।

कैसी घडी आज
जीवन की आई,
अपने ही प्राणो की
करते विदाई,
अब ये अयोध्या
अब ये अयोध्या हमारी नहीं है,
अभी हमने जी भर के
देखा नहीं है ।

माता कौशल्या की
आँखों के तारे,
दशरथ जी के हो
राज दुलारे,
कभी ये अयोध्या को
भुलाना नहीं है,
अभी हमने जी भर के
देखा नहीं है ।

जाओ प्रभु अब
समय हो रहा है,
घरो का उजाला भी
कम हो रहा है,
अँधेरी निशा का
ठिकाना नहीं है,
अभी हमने जी भर के
देखा नहीं है ।

जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है,
अभी हमने जी भर के
देखा नहीं है,
जरा देर ठहरो भगवन
तमन्ना यही है,
अभी हमने जी भर के
देखा नहीं है ।

Jara Der Thahro Ram Tamanna Yahi Hai Lyrics in English

Jara Der Thahro Ram Tamanna Yahi Hai,
Abhi Hamne Ji Bhar Ke
Dekha Nahin Hai.

Kaisi Ghadi Aaj
Jeevan Ki Aai,
Apne Hi Prano Ki
Karte Vidai,
ab ye ayodhya
Ab Ye Ayodhya Hamari Nahin Hai,
Abhi Hamne Ji Bhar Ke
Dekha Nahin Hai.

Mata Kaushalya Ki
Aankhon Ke Tare,
Dashrath Ji Ke
Raaj Dulare,
Kabhi Ye Ayodhya Ko
Bhulana Nahin Hai,
Abhi Hamne Ji Bhar Ke
Dekha Nahin Hai.

Jao Prabhu Ab
Samay Ho Raha Hai,
Gharon Ka Ujala Bhi
Kam Ho Raha Hai,
Andheri Nisha Ka
Thikana Nahin Hai,
Abhi Hamne Ji Bhar Ke
Dekha Nahin Hai.

Jara Der Thahro Ram Tamanna Yahi Hai,
Abhi Hamne Ji Bhar Ke
Dekha Nahin Hai,
Jara Der Thahro Bhagwan
Tamanna Yahi Hai,
Abhi Hamne Ji Bhar Ke
Dekha Nahin Hai.

जरा देर ठहरो राम तमन्ना यही है भजन वीडियो

Jara Der Thahro Ram Tamanna Yahi Hai Lyrics
Previous articlePayoji Maine Ram Ratan Dhan Payo Lyrics – पायोजी मैंने राम रतन धन पायो भजन
Next articleTora Man Darpan Kahlaye Lyrics – तोरा मन दर्पण कहलाए भजन लिरिक्स

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here